Adam kya insan yeh name khud apny liye chuna ha ya Admi sy bana ha Adam ya Adam sy Admi . Akhir safar kahan sy shuru howa yeh janany ky liye insan asaman ki bulandiyo sy lekr zameen ki tahon ko khangal chuka ha.Insan har simat ka safar kr raha ha aur kuch giny chuny insan jin ma min bazaty khud bhi iss sawal ko dondh rahy hain.akhir iss sawal ma zindagi ha ya sirf talash.lakin hakekat yeh ha ky adam ny admi banany ma waqt na lgaya aur kudrat ny jo chezy insan ki zindagi ma asaniyan paida krny kyliye de hain. inhi chezo ko barbad krny ki dor ma lg gaya .janglat sy darakhat kat kr apny istemal ki chezo ma jidat lai. wahin har kuch insan is sy ikhtilaf rakh kr nayi janglat ugany ma jut gaye.lakin galt kon ha aur sahi kon yeh faisla insan ky bss ki bat nahi .insani tarekh ma insan ny khudko shikare paya tu bad ma any wali nasly zarooriyat ma badlao ko pura krny ky liye kheti bari ka rukh liya.daryao ky kareeb zameen ko apni khorak ka bandobast ka zariya bnaya...