Adam kya insan yeh name khud apny liye chuna ha ya
Admi sy bana ha Adam ya Adam sy Admi.
Akhir safar kahan sy shuru howa yeh janany ky liye insan asaman ki bulandiyo sy lekr zameen ki tahon ko khangal chuka ha.Insan har simat ka safar kr raha ha aur kuch giny chuny insan jin ma min bazaty khud bhi iss sawal ko dondh rahy hain.akhir iss sawal ma zindagi ha ya sirf talash.lakin hakekat yeh ha ky adam ny admi banany ma waqt na lgaya aur kudrat ny jo chezy insan ki zindagi ma asaniyan paida krny kyliye de hain. inhi chezo ko barbad krny ki dor ma lg gaya .janglat sy darakhat kat kr apny istemal ki chezo ma jidat lai. wahin har kuch insan is sy ikhtilaf rakh kr nayi janglat ugany ma jut gaye.lakin galt kon ha aur sahi kon yeh faisla insan ky bss ki bat nahi .insani tarekh ma insan ny khudko shikare paya tu bad ma any wali nasly zarooriyat ma badlao ko pura krny ky liye kheti bari ka rukh liya.daryao ky kareeb zameen ko apni khorak ka bandobast ka zariya bnaya.jb waqt guzarny ky sth insan ny apny hadaf ko pa liya tu abadi barh gai barhti abadi hoi abadi ko darkr masail ma rahaish ka masla bhi barhta gaya.purani abadiyo ky kareeb ziada tar zameen ka hissa zarat sy wabasta tha jahan par rahaish bnana asan hal tha lakin kahin dor ik khtra bhi tha dikhai de raha tha.
Jo any
wali nasly bhugty gi.banjar aur veran zameno ma abadiya bnana bohut mushkil bhi
na tha aur na hi asan.jin mulko ma hakomto ny sth diya.wahan pr mushkily asan
hogai.lakin is ky bar aks kuch mumalik ki hakomton ny apny kareebi sathiyon ko
madad faraham krky zari zameno ma hi coloniyan bnany ma ger kanoni madad farahm
ki jo bazahir tu ik tabky ko faida dy rahi thein lakin ussy sy any waly waqto
ma bohuton ko nuksan ka samna tha.faidy wala tabka mali takat war logon
ki pusht panahi ky sth muashry ma mojod taqat ky dosry zaraya ky sth bhi taloq
ka khwah raha ha.insan na sirf kudarti chezon ma badlao chahta blky apni zat ma
bhi tabdeli ko tarjeh deta ha.
Jesy ky
mota patly ko aur patla mota ko psnd krty hain gungraly baalo wala kangha
krny sy pareshan aur ganja baalo sy hi pareshan dekhai deta ha.
gora apny rang ki damak barhany ky liye tika lgata ha aur kala safaidy ki
talash ma kai tarah ki adawayat ky istemal ma masroof rehta ha.lamba
insan madkhal ki unchai sy aur chota kad bhi sawailiya nzro ky nishany pr so
asal sawal apny ap ma hi kahy ghum dikhai diya.ik sawal ki talash ma insan ny
un ginat sawal khary krdiyee,jinki talash tu shyd jare rahy maghar guzarty waqt
ma nayi sawal bhi kbhi na rukny waly silsaly ki tasweer bn jai gy.yeh tasweer
apny dosry rukh ki janab murny dy gi ya yeh talash jare rahy gi.akhir sawal ma
bhi jawab ki talash jari rakhy ya dekhai deny wala sawal nahi ha blky jawab hi
ha jiska sawal hamy maloom nahi.kya sawal ku maloom hony prr sara moamla hal
hojai ga ya sawal hi tasveer ka dosra rukh ha jo hamy jawab ko tasveer ka asli
rukh smjhny ky bad pta chly ga.

تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں